
Sikayat karen to kisse khudhi se jab khapa hain,
Jindegi ne hum ko nehi humhi ne Jindegi ko roka hai.
Jindegi, tu bari sundar hai par jine se hame inkar hai,
Tere daman mein pyar se jyada nafrat ki hi bharmar hai.
Nanhe kadmo ne jab chalna sikha, bhir ke bich khudko tanha paya,
Phulon bhare bagiche mein kanto bhara rasta paya.
Ai Jindeti hamein maph karna tere layak hum ban na sake,
Pyar kiya tujhse humne, par wafa hum kar na sake.